Jamal e Yaar
Jalam e Yaar Unki Ulfat ka asar Is Kadar Hua Hai Ham Par Ky Har Shai mein Jalwa Numa Tu Dhika Har Zare Zare Mein Unki Ulfat o Yaad Ky Har Jalwe Mein Jamal Yaar Dheka Kisi ne Ky Dheka Kisi Ne Ky Jana Hamne Tume Peer Jana Murshid Mana Tere Jamal Is Kadar Ahnko Mein Samaya Hai Jidar Dheko Bas Jalwa Tera hi Paya Hai Tu Hai Kidar Tere Pata Ky Hai Kisi Ne Kahi dhunda Kisi ne Kahi Paya Hame Tuje Har Shai Mein Paya Kabhi Apne ap ky Shaiye Rag Se Karib Jana Asad Par Bhi Ho Nazar e Karam Ky Woh Bhi Mangata Hai Tere Daar Ka